Saturday 21 July 2012

Saiyara



Saiyara

Asman tera mera hua
Khwab ki tarah dhuan  dhuan
Asman tera mera hua
Sans ki tarah roan roan

0 jaye jahan tu jaye
Paye mujhe hi paye
Saye ye mere hain tujhme samaye

saiyara main saiyara
Saiyara tu saiyara
Sitaron ke jahan me
Milenge ab yara    - x 2  

Tu jo mila toh yun hua
Ho gayi poori adhurii si dua
Tu jo gaya toh le gaya
Sang tere mere jine ki har wajah

0 jaye jahan tu jaye
Paye mujhe hi paye
Saye ye mere hain tujhme samaye

saiyara main saiyara
Saiyara tu saiyara
Sitaron ke jahan me
Milenge ab yara  - x 2

Tumpe miti tumse bani
Tumse hua hai han khudpe yakin
Tu jo nahi to na sahi
Main hoon yahan to
Tu hai yahin kahin

0 jaye jahan tu jaye
Paye mujhe hi paye
Saye ye mere hain tujme samaye

saiyara main saiyara
Saiyara tu saiyara
Sitaron ke jahan me
Milenge ab yara  - x 2

Saiyara Song Info :
Song : Saiyara
Movie : Ek Tha Tiger
Music by : Sohail Sen
Singer : Mohit Chauhan
Lyrics by : Neelesh Mishra
Music on : Yrf
Movie star : Salman Khan & Katrina Kaif

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...