Sunday 15 July 2012

Chikni Chameli








Chikni Chameli

Bichhu mere naina, badi zehereeli aankh maare
Kamsin kamariya saali ik thumke se lakh maare

Haaye !!!
Bichhu mere naina, badi zehereeli aankh maare
Kamsin kamariya saali ik thumke se lakh maare
Note hazaaro-n ke, khulla chhutta karaane aayi
Husn ki teeli se beedi-chilam jalaane aayee

Aaayi,  chikni chameli chhup ke akeli pawwa chadha ke aayi
X 4 time

Jungle mein aaj mangal karungi main
Bhookhe sheron se khelungi main
Makkhan jaisi hatheli pe jalte angaare le lungi main
Haaye, gehre paani ki machhli hoon Raja
Ghaat Ghaat dariya mein ghoomi hoon main
Teri nazro ki leharo-n se haar ke aaj doobi hoon main

Hoye jaanleva jalwa hai
Dekhne mein halwa hai
Jaanleva jalwa hai
Dekhne mein halwa hai
Pyaar se paros doongi toot le zaraa

Yeh toh trailer hai poori fillam dikhane aayi
Husn ki teelli se beedi chilam jalaane aaye

Aaayi,  chikni chameli chhup ke akeli pawwa chadha ke aayi
X 4  time

Banjar basti mein aayi hai masti
Aisa namkeen chehra tera
Meri neeyat pe chehke chhoote na hai rang gehra tera
Joban ye mera kaichi hai raja
Saare pardo ko kaatungi main
Shaame meri akeli hai aaja sang tere baatungi main
Haaye,  baaton mein ishaara hai
Jisme khel saara hai
Baaton mein ishaara hai
Jisme khel saara hai
Tod ke tijoriyon ko loot le zara
Choom ke zakhmo pe thoda malham lagane aayi
Husn ki teelli se beedi chilam jalaane aaye
Aayi Chikni      chikni  aayi
Aayi Chikni      chikni aayi
Aaayi,  chikni chameli chhup ke akeli pawwa chadha ke aayi

Song Info :
Movie : Angeepath
Music composed by Ajay - Atul
Lyrics written by Amitabh Bhattacharya
Song sung by Shreya Ghoshal


No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...