Aami Shotti Bolchi
Dil ka bazaar hai, thoda bizzare hai
Kolkata khwaishon armaano ka achaar hai
Jitne bhi door jaao, dil se na far hai
Kolkata dekho toh baaki duniya bekaar hai
Strong hai powerful hai phir bhi laachar hai
Bilkul naya hai phir bhi beete kal mein giraftaar hai
Aami shotti bolchi, aami shotti bolchi
Shotti shotti shotti shotti shotti bolchi
Aami shotti bolchi – x 3
Yeah yeah yeah
Aami shotti bolchi
Kolkata you sexy
Laakh sawaal aur ek do jawaab hai
Duniya ka sabse behtareen kaathi kabaab hai
Padhna jaano toh Kolkata hi woh kitaab hai
Jis mein har paap ka likha hisaab hai
Likha hisaab hai
Dil ka bazaar hai, thoda bizzare hai
Kolkata khwaishon armaano ka achaar hai
Aami shotti bolchi, aami shotti bolchi
Shotti shotti shotti shotti shotti bolchi
Aami shotti bolchi - x 3
Yeah yeah yeah
Aami shotti bolchi
Chhote se chhote ho koi yahaan phir bhi dil hai bada
Khara bhi khota bhi har type ka bandhu milega yahaan
Yeh buddhimaan hai aur ghanchakkar gol hai
Aisa shehar hai jiska double role hai
Chalte rehta hai phir bhi jaata kahin nahin
Udi baba kuch toh serious gondogol hai
Gondogol hai
Aami shotti bolchi, aami shotti bolchi
Shotti shotti shotti shotti shotti bolchi
Aami shotti bolchi – x 3
Yeah yeah yeah
Aami shotti bolchi
Dil ka bazaar hai, thoda bizzare hai
Kolkata khwaishon armaano ka achaar hai
Jitne bhi door jaao, dil se na far hai
Kolkata dekho toh baaki duniya bekaar hai
Strong hai powerful hai phir bhi lachar hai
Bilkul naya hai phir bhi beete kal mein giraftaar hai
Aami shotti bolchi, aami shotti bolchi
Shotti shotti shotti shotti shotti bolchi
Aami shotti bolchi – x 3
Yeah yeah yeah
Aami shotti bolchi
Aami Shotti Bolchi Video Song Lyrics from
the Movie Kahaani (2012) Vidya Balan
Aami Shotti Bolchi is a catchy new song from
upcoming bollywood movie Kahaani starring
Vidya Balan. Aami Shotti Bolchi means
"I speak the truth" in Bengali. This song is
sing by Usha Uthup while music is from
Vishal-Shekhar.
Song Details:
Song: Aami Shotti Bolchi
Movie: Kahaani
Starcast: Vidya Balan
Music By: T Series
No comments:
Post a Comment